Re: My life partner
sar par topee
palkon main kaajal
cheray pe nikaab
aasmaan main
kaalay-kaalay baadal
kitni khoosoorat hai
har din paanch baar
namaaz parhati hai
achchay ghar ki hai
madrassay main
parhatii hain
meri pasand ki dulhan hai
beta keh do na: haan, haan
main hoon teri maan
kar lo beta, kar lo beta
is mohtrama se shaadi