Ali_R, i am glad Destinee did the job coz i am anything but kind and i don't act:--)
Ahmad jee, mera mouse mere qaboo mein nahin sniff
Khan Saab, i must say, that wud be a great loss then....
Degas, baqaul shair, "mein tou aisi jannat mein kabhi na jaoon gi" :)
Sheraz, hum ko tou her kafir ada buut dekh ke khudda yaad aata hei<tummein bi dekhtay thay tou mohn se Rab ki hi tareef nikalti thi...>
bus ji hum tou kehtay hein mola hi mola....baqi sab rola...accha burra kuch bi dekho, ussi ko yaad karo...
accha bai hum jatay hein abhi Rab ki banai aur buht cheezein dekhni hein hummein.....
ASSALAM O ALAIKUM ALL
sorry jee i was not online for last 3 days.. buss kuch problems the… thanks every one for the response… hmm well naik bittiya… main naa to mashaa Allah main hoon naa he… astagfirullah main hoon… main to sirf aik pic main hoon aur woh bhee iss liay keh wohpic battiay bagair lee gaee thee… baki pics main nay khud khainchee hian… waisay jinn ko aap nay mashaa Allah likha hai unn main say aik to masha Alla hai magar doosra ko hun uunt yahnee keh camel kehtay hain.. aur rahee baat astigfirullah waali to saith sahab eihtijajan aa kar kamray main baith gaaaiay thay keh main nay nahien jana hai…
aur hum nay kaha thaa keh jaoo apna kaam karoo..aur iss kay saath he hummain black mail karnay kay liay yeh pic maanay yahnee kay imran khainchee thee.. .aur i am the one jiss kay shoulder par saith sahab yahnee key ahmed sahab laytay hoay hain… and u can see keh glasses main nay pehnay hoay hain…
aur khanzada sahib kabhi garmiyoon main may june kay mosam main zarra subha kay 9 say shaam kay 4 bajjay to patta challay keh dhoop kissay kehtay hain aur woh bhee aik veeraan jagga par jahaan duur duur taak sinfay nazukk kya kisse doosri zaat kaa naamo nishaan taak naa hoo…
yeah neera this is pakistan first pic is taken in the khan pur dam’s lake and second is just above the bridge of dam u can see the gates in the background and third pic istb taken in the hostel… and we four friends had to sleep in a single room.. as the hostels were over loaded…
and thanks shah jahan , strong man and sheraz ct janab kyoon larkay mashaa Alah nahien hoo saktay hain… describe it to me why u said this..
and thanks diana
and dagas theek kaha aap nay … aab ramzaan hai main kya kahoon.. warna bohat kuch thaa kehnay ko .. uss dais main aik larka aur larki jo marzi karrain saab theek hai .. agar do achy dost aik doosray say mohaabat say gallay mill lain to woh gay kehlatay hain its soo sad…
thanks cool down…
haan destinee bittiya… main astigfirullah waala he hoon… jiss kay shoulder par saith sahab soo rahay hain… i m the one with temporary beard and glasses… beard survey camp kay baad khatam hoo gae thee…
aur thanks jee…
yes megestic its pakitan…and thank u too..
thanks sky yaar we had a great time … chahay jo bhee museebatain theen but we really had fun
khoobsoorat khawab … aisee kon se baat keh dee jee keh aap donoon kaan pakroo..