Fazelat- very nice and crisp pictures , Specially that cycle wala baba.
Meri nazar main ye baba , zobia waley sonf soopari waley babey se ziada active hai :k:
Mashallah
Ziada nahi tu 5/7 kilo tu wazan barh gaya hoga in do mahino main .. nai ? :aq:
Bibi ! Hosh ke nakhun lo ! Larkeyan istarha palatain bhar bhar ke nahi khaateen. Zara socho ! kal ko tumhari shaadi honi hai. Kia kahain gey log ke larki wahsheyoon ki tarha khana khaati hai ![]()
Larkeyon ki plate main tu hona chaheye, Ek taraf alo chaney , ek taraf dahi bhaley our dher sara salad ![]()
Tumhari tarha 1500 calories ek waqt main nahi khaani chahye ![]()