Inna lillahi Wa Inna Ilaihi Rajayoon.
Allah aap subko sabr ata framaay aur marhooma bamaa e tamaam musalmaan marhoomeen kay gunahon ko Allah azab e qubr aur dazakh say bachaay aur unkay qubron ko junnat ka hissa banaay. Ameen summa ameen to all duas.