jii app nay bola hai is he baat ka tu dukh hai hum ko ... agar koie or bolta tu shayed afsos nahi hota magar itne pyari , or sab ko pyar karnay wali larki nay bhi mujh ko ajj yah bol deyah jo mai har insan say sunta ayah tha tu abb app khud bataie mai kaha jaoo :(
[/QUOTE]
8-| Janwar sahab, dimagh theek hai? Mai kab se pyari ho gayi? Aur pyar karne wali? I don't think so. I'm really mean to a lot of people I think. :D Aap ne phir dil pe baat kyoun le li!
8-| Janwar sahab, dimagh theek hai? Mai kab se pyari ho gayi? Aur pyar karne wali? I don't think so. I'm really mean to a lot of people I think. :D Aap ne phir dil pe baat kyoun le li!
[/QUOTE]
kash yah sach hota , magar jo hum nay app ko ajj tak parha or dekha or mahsos kiya us say app boohat he ache or naram dil ke insan ho :)
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
kash yah sach hota , magar jo hum nay app ko ajj tak parha or dekha or mahsos kiya us say app boohat he ache or naram dil ke insan ho :)
[/QUOTE]
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
:-| mem sahab mai bhi shayed ALLAH ke banaie hoie aik makhloq ho , hum ko tu kabhi hag karnay ka kheyal nahi ayah app ko :(
[/QUOTE]
Wo kya hai na kay, turtles ki apni baat hoti hai, isliye nerdsmile
Destinee = = = khaamoshi sab say bara haatiyar hai
Sherni = = = mari bari aie tu topi karwa de
dutch_paki = = = papu yaar tu kasam say kiya sir par hath mar raha hai … trutle boohat pyara hai mera kabhi ghar ana tu zaror dekhna … i have 3 trutles tu aajaie ga tu joori complete ho jaie ge anywaz kesa hai jaani or kaha hai ajj kal … nazar kam ata hai ? ? ?
Crescent_ = = = jaani zulum karnay or karwanay mai jo maza hai woh pyar mohabat mai nahi hai
NiMMi = = = tum par jo geyah hai
Furqan= = = dada khareyat tu hai nah ?
Destinee = = = oh App ke Adat par tu aik shair yaad aageyah … Abb tu adat c hai mujh ko , asay jeenay mai , zindage say koie shikwa he nahi hai , abb tu zinda ho mai is neelay asman mai . . . .chahat asi hai tari bharti jaie . ahat asi hai yah tari dil doob jaie … oh God … yah tu Song hai sorry destinee woh kiya hai app ko dekh kar mera dil ganay lagta hai ( chand mera dil , chandni ho tum , chand say hai dor , chandni kaha , lot kay ana , hai tumhay yaha , jaaa rahay ho tum , jaoo mari jaan jaaoo mari jaan