QUOTE=ehsan;8673543]Aap kay 50k bhi ho gaye. Mera England mahan.
[/QUOTE]
aap say kaafi peecha tha leekan Saeed Ajmal key tarah teeesara karwa kar 50 k ho gaiy
Its really hard to being act as flooder for a long time else i know you could meet this milestone Anyway Thanks aur aap mujhay batain gaiy yah khairpur , khairpur tamay walli hay kia
Miswak naheen main ussay wood business kahta hoon
Mujhay ittni Angraizi naheen aati :hinna: anyway shukaria mubarkbaad ka
Thanks Buddy
main waqtan fawaqtan likh doon ga aap naak baher ja kar saaf karain please