Re: my friend
abey yaar IREM chachi tum bhi nah
lahore he tu gaie hai yaar so is mai roonay wali baat kia hai . . . aik tu larkiyo kay anso un ke palko par he kyun rahtay hai kay aik chooti c baat ho or foran anso bahar . . . oh man . . . yah larkiya bhi nah kia sooch kar banaie ALLAH nay
when ill go to heaven so ill surly ask this to ALLAH why ALLAH why hum larko ke duniya mai yah tension bhari cheez kyun bhaaji . . acha nahi hota kay males earth par rahtay or females Mars par but phir mai soochta ho kay agar asa hota bhi tu larkay waha bhi un ko cheernay kay leyah chalay jatay ![]()