Re: My Friend is angry on me…
Chup
Moti Mooo ![]()
I’ll quote this:
Shayad us ne anjany mein hamain rula diya,
Duniya ke kehnay pe hamain bhula diya,
Hum to waisy bhi akelain thain,
Kiya howa agar us ne hamain “Ahsaas” dila diya.
Faris Bhai! mein ne to bs uski khushi ki dua hi maangi thi. Desi ghur ka sukriya or waqai mein woh naraaz hy.
Propose kaise karon
woh to baat bhi nahi kr rahi
Sannan Bhai! bhala is song ka kiya matlub howa?
Choco to mein deta rehta hoon chalo teddy bhi de donga phir dekhtain hain kiya hota hy
Thank you!
![]()
I hope so too
kis waqt or konsay kaam or kiya pochna tha