re: My Favorite Poetry
hahahahahahahahahahahahahaha…koi baat nahi unka jee chahta hai to aap kisi per point nahi uthaein and unko zahir bhi na hone dein k aapko sab pata hai
balke koshish ye kerni chahiyeey k unse share karein poetry…and unko bhi chahiyeey k poetry ko samjhein…khair garhi urdu samajhna bhi har kisi ka kaam nahi :d
acha aap sab pehle ye sun lein …jesa ke aap sab bohot samajhdar hein… to lijiyeey maza kijiyeey… ![]()