re: My Favorite Poetry
well said ishq e haqeeqi main to mehboob sab janta hai, usse lafzon main bayan nahi karna paRta.
Muhabbat ke jazbe ko bayan karne ke liye kis shayar ki shayari pesh karen ge… aisi nazm ya ghazal jo aap ke khayal main muhabbat ko wazeh karne main kisi had tak kamyab hui ho