Re: MY EXAMS ARE OVER NOW
Haan. Ajeeb si feeling hoti hain jb papre ki tayari kr rahain hotain hain. Bar bar yaad karo to lagta hay k kuch yaad nahi howa paper dekh kr to waise hi rang dul ho jata hay lekin jab likho to sb kuch yaad a jata hay ![]()
Waqai agar kisi ko saza deni ho to exams mein betha do ussay ![]()