~*~ My Eidi Aham Aham ~*~

**aameen sum aamen

meri aik friend hay na tailor woh sirf maire joras seeti hay so us ko dun gy agay kal aapi jani kehr ahi thy ebta kafi deri ho gayi silwa lo gy main ne kaha jee haan woh meri dost c de gy eid ka mera jora bhi us k pass para hua hay :) so no prob ;)

yap hahahah han jee api keh ker gayi hayn k pix le lena ;) zara aham aham aham ;) UN ko to nahi dikhaun gy han aapies dekh lein aur baba jani bhi UN ki khair hay ;) heheheheh baad main dkeh lein gay ;)

Shabrat aise aati hay k tab bhi suite hota hay,bangles,jutay sath main isi trah 500,1000 rakha jata hay larki k hath per sath main pheeniyan katlamas halwa ka tokra hota hay jo k banta jata hay kune k shabraat shabrat se kafi din pehle aati hay shadi k baad maikay walay le ekr jatay hayn aur shadi s epehle dono gharanay shabrat le ekr jatay aur latay hayn jis main suite,juta zaruri hota hay baqi degaar ashya un per depend ekrta hay :)yeh shabrat hoti hay bilkul aise jaise eidi aayi

jora,juta,bangles,hair clip,jewelry etc bus Eidi main bahu ki man pasand sweets hoti hay ;)

aur shabrat per pheniyan aur katlamas puriyan halwa hota hay :)

aameen sum aameen

haye yara qasam s ekitchjen ki ramdan s erelated itni recipies ikathi ho gayi :( time nahi mil raha share ekrne ko :(

kahir insha ALLAH koshish ekroon gy**