Re: My avatar
Hamdard NaunehaaL maiN aisee pics kahaaniyoN par aati thee... Amma jaan kaY piyaar kay ooper.. Mamtaa par likhi gaYee kahaaniyaaN...
Issi kay darmiyaaN kaheeN kaheeN, Hakeem Saeed kaa mashoor-e-zamaana, "Tib kee Roshni maiN" wala silsila hotaa thaa aur uss kay ooper unn kaa qol-e-zareeN:
Jaago aur Jagaao, Ilm kee shamma' laY kar doosroN tuk pohNchaao
:D