being a Sharif Mashraqi larka jub mein aik khatoon ko uchalta howa daikhoon ga tou Sharam key maray paani paani ho jaon ga ![]()
mein tou Film mein Heroin key nazaiba harkaat par apni Aankhain close kar laita hoon ![]()
Waisay u aur Dania Aapi nay pata naheen kia kuch samjh lia tha ![]()