Muslim Hero: Khaled Bin Waleed

May Allah reward you for posting this...

as for

ThaY tau aabaa woh tumharaY hi, magar tum kiya ho?
Haaath par haaath dharaY muntazir-e-Fardaaaaa ho

and then, Iqbal further explores it saying:

Jub iss aNgaara-e-khaaki maiN hotaa hai yaqeeN pedaa
Tau kar letaa hai yeh baal-O-par Rooh-ul-AmeeN pedaa