Re: Mushrraf orders Aaj tv off the air
Cheezoon Koi Usey reference Men Dekhna Chaheye Jis Reference Men Kaha JA raha Ho. USSR Was Huge, Ager Khud-Na_khastah Pakistan Ko Kuch Hota hey Kon Sii Growth Kahan Kii Growth.
Aur Haan, KIa Is Sey Pehley Key Dictators Khushii Kushii IqteDar Sey Alaihda Ho Gaey?
Yeh Jaey Ga Aur Apney Hee Logoon Key Hathon Is ka BaliDan Ho ga…Inshallah