Murga, Murgi ya Aanda???

Re: Murga, Murgi ya Aanda???

aoy aoy.. Akhrootni ghuse ma…

karo karo, dil khool ke karo… aur ma bhe karouga…:barbie:

Re: Murga, Murgi ya Aanda???

UFFFFFF.. larki, kha kha ke tumhare mat mare gai ha… mane b kab kaha k khanay ka koi thread lagaya ya laga do ga.. ma to sirk hawala deraha tha…

aaj zaroor tumne naan chane khaye hongy…:smack:

Re: Murga, Murgi ya Aanda???

mere khayal me sabse pehle anday aaye thay 2 adad :smiley:

Re: Murga, Murgi ya Aanda???

per kahan se ;hmmm: or 2 kion;faizy:

Re: Murga, Murgi ya Aanda???

asman se tapak gaye hongay as a sample :cb:
phir murghi ne dono ko dekh kr waisa he anda de diya hoga :omg: