Re: ~~~~ muqawwee123 5 K ~~~~
waisay Masi Museebtay b sialkot mein rahti hein (Firdaous Aasiq Awan) :D
Kahin mere munh se kuch sun na lena (Firdous Ashiq Awan's favorite line)

mein nahi manta k woh bus itna kahti ho gee k kahi mairay mun say sun na laina.
Un Paa Jee ko konsa ksi ka dar hay jo bolnay say rukay :D.
I saw her on a wedding in Pakistan a few months back. Qasam say 10 bando k barabar 1 bhuddi hay :)
Re: ~~~~ muqawwee123 5 K ~~~~
Aur kahin aap bhi to wo nahin jiske liye Madam ne kaha tha:
Tere mukhre da kala kala til way, sada kadh ke le gaya dil way Wayy mundia sialkotia, wayy mundiya sialkotiya
mukhray par til to hay aor shaid us nay dil b bohat say kadhay ho but munda sialkoti nahi hu :)
Re: ~~~~ muqawwee123 5 K ~~~~
sub ko awein thnkx kaha na tu meray lliye kyun special word dhondnay bhet gai wasay they didnt showed humsafar yesterday nothing 2 discuus 2day varna abhi tk humsafar thread mei flooding ho rahi hoti
Re: ~~~~ muqawwee123 5 K ~~~~
how can one humsafar fan forget the other :D
ninja bhai hope so ap meray sath asa nhi kary gay :)
Re: ~~~~ muqawwee123 5 K ~~~~
ninja bhai hope so ap meray sath asa nhi kary gay :)
i asked someone to describe the story of Hamsafar, but ab bhool chuka hay k kia story thee :D
Re: ~~~~ muqawwee123 5 K ~~~~
nhi mei nhi bhooli mei ne kaha tha humsafar thread check kary sari story ka pata chal jai ga especially the spoiler thread in showbiz pakistan sub dramas ki kahani hai wahn :) humsafar noval ka link bhi hai parhaya n enjoy ki jejay

kash itna time mil sakta. waisa shaid time to mil jai but yeah kaam phir b na karu :)
Re: ~~~~ muqawwee123 5 K ~~~~
tu phr kis baat ka gila shikva
Re: ~~~~ muqawwee123 5 K ~~~~
tu phr kis baat ka gila shikva
bus aiway hi..........flooding shlooding :)
Re: ~~~~ muqawwee123 5 K ~~~~
oh acha ap ko bhi color band chahye hmmmmmmmmmmm
Re: ~~~~ muqawwee123 5 K ~~~~
nahi, mujhay pakka yaqeen hay k mein us say pehlay pehlay ban ho jao ga.
bus aisay fariq baitha bore ho raha hu, aor TV mein daikhta nahi :(
Re: ~~~~ muqawwee123 5 K ~~~~
Mubarakna Muqaweee for 5K posts................. sorry i got little bit late :p
Re: ~~~~ muqawwee123 5 K ~~~~
nahi, mujhay pakka yaqeen hay k mein us say pehlay pehlay ban ho jao ga.
bus aisay fariq baitha bore ho raha hu, aor TV mein daikhta nahi :(
lolz ban kyun?
ghr ki safai kr lo best work 2 do :)
Re: ~~~~ muqawwee123 5 K ~~~~
shukar hay allah ka k na kabhi aaj tak cooking karni pari aor na hi safai :)
Re: ~~~~ muqawwee123 5 K ~~~~
ghr k kaam krna achi baat hai ap tu asay shukr kr rahay han jasay kis musebat se bach gai ho
Re: ~~~~ muqawwee123 5 K ~~~~
ghr k kaam krna achi baat hai ap tu asay shukr kr rahay han jasay kis musebat se bach gai ho
haan ghar k kaam karna achi baat hay but mein bai-ghar aadmi hu aor maira koi ghar nahi hay :D
Re: ~~~~ muqawwee123 5 K ~~~~
:)
Re: ~~~~ muqawwee123 5 K ~~~~
:)
kitni hansi aa rahi hay aap ko ksi k bai-basi par
Re: ~~~~ muqawwee123 5 K ~~~~
wah wah wah. Mukarrar Irshad.