Munni badnam sheila jawaan

Re: Munni badnam sheila jawaan

haan haan wohi ICI wala ad, jis mein Veena Malik Roghan(paint) k dabbay baich rahi hay :smiley:

eik dafa to mein b confuse ho gia tha k yeah ICI kia hay :slight_smile:

Veena Malik k assets itnay attractive nahi k mein youtube par apna time waste karu :slight_smile: