::: Muniya Police :::: *blush*

Re: ::: Muniya Police :::: blush

and how about those, jin ki aankhein khuli hain :aq: jaisay k aap

Re: ::: Muniya Police :::: blush

I’m Above 25 … mujhay sab allow hay :bailan:

Re: ::: Muniya Police :::: blush

:aq:

ab is ko mai kiyaa samjhoon :halo:

Re: ::: Muniya Police :::: blush

Tumhari Aqal Par tou China k taalay parr ga’ey hain :hoonh:

Re: ::: Muniya Police :::: blush

kabhi kabhi taalay daalnay parRtay hain - zaroorat parR jaayaa karti hai :chai:

Re: ::: Muniya Police :::: blush

Kabhi kabhi Taalay khol bhi liya karo kaheen zang na lag ja’ey :blush:

Re: ::: Muniya Police :::: blush

fikar naat jee. fikar naat
yea asli dhaat kay taalay hain. in ko zang nai lagtaa :smiley:

Re: ::: Muniya Police :::: blush

AQ :wave:

Re: ::: Muniya Police :::: blush

mini-sutta?? :omg: :rotfl:

copy cat :chai:

Re: ::: Muniya Police :::: blush

konsaa copy cat :hoonh:

I made that up right there and then :smilestar:

Re: ::: Muniya Police :::: blush

:rotfl:

Re: ::: Muniya Police :::: blush

Ziadah hanso naheeN… naheeN tau ALLAH BABA state maiN choR kar aa jaaouN gaa :devil: waisaY bhee maiN aaj kall Daaku-ta maiN hooN :naraz:

Re: ::: Muniya Police :::: blush

yeh wahan kabb transfer huwey?

Re: ::: Muniya Police :::: blush

abb tau wahaaN saY bhee inteqaal farmaanaY kaa waqt aa rahaa hai :omg:

Re: ::: Muniya Police :::: blush

abb kidher ki rawangi hai?

Re: ::: Muniya Police :::: blush

jidhar qismat laY jaaye... dun know yet :)

Aawaarah gardi kaY liye raastoN kaa maa'loom honaa subb saY ghalat cheez hai :)

Re: ::: Muniya Police :::: blush


so that means I AM awaraah gard :D

Re: ::: Muniya Police :::: blush

:yawn:

Re: ::: Muniya Police :::: blush

:naraz:

Re: ::: Muniya Police :::: blush

omg…don’t ruin the name of my city… it is minneapolis :smilestar:

and from the title, i thought it was some joke b/w you and muniya baji… :smiley: