--- Multinicks suggestions for Cafe` ---

Re: — Multinicks suggestions for Cafe` —

#1. Maasi Museebtay is already a nick of someone else…

#2. qareebi ka matlab??? smart bann-naY kaY chakkar maiN insaan ko responisbilities kaa bhee khiyaaL rakhnaa chaahiye warnaa jootaY, chappal sub paR saktaY haiN…

PS: agar jootoN saY bachnaa hai tau forun dau addad kaali murghiyaaN aastaana-e-pir par bhijwaa daiN :slight_smile: