Mulaqatain Zaroori Hain............

Re: Mulaqatain Zaroori Hain…

woh bhi classic tha. ye tractor hai uss ke 4 pahiye hote hain.. 2 aage, 2 peeche.. jaise hum samajhte the 2 sir pe hote honge :bummer: waise uss main tractor ko sahi park na karne ke jo nataij dikhate the, uss scene ko dekhn ke liye main wo program poora dekhta tha :hehe: