mujhy

Re: mujhy

Abay abhee to do teen ghantay baqee hain tumharay iftaar maiN fraudia. Yeah asr kay waqt konsa roza khulta hai

Re: mujhy

:yawn:

Re: mujhy

^^
Caffeine deficiency

Re: mujhy

menu angraizii naii andiii :omg:

Re: mujhy

On Fridays I take an early iftaar, around tea time.

Re: mujhy

:halo4:

Re: mujhy

wht u mean by early iftaar :p

Re: mujhy

Hmmm.. Iftaar karnay kaa sawaab jaldee lootnay kay chakkar maiN ho

Zaalim kitna zabardast musalmaan hai. Mar-behayaa, mar-behayaa

Re: mujhy

:yawn:

Re: mujhy

To is main itna behoodaa tareeqay say hansNay kee kiyaa zaroorat hai?

Re: mujhy

aap ne mujay behooda kaha u behoodaa :kursi:

Re: mujhy

janab aap nat hin to happy iftaar bola, hum nay aap ko bola, it did not mean that we were going to have iftar right away but just a nice wish because I thought u were leaving.

uss kay baad jaisa sawaal poocha gaya, waisay hi jawaab mil gaya :D

Re: mujhy

Oye bawaqoof, kursee hata yahaan say

I did not call you behooda…oo’eee (abay kursee hataa)… I called your laugh, behoodaa

Re: mujhy

NahiN, abhee kahaN ja rahay haiN Hum. Abhee wapis aatay hain

Waqfa bara-e-Namaaz-e-Juma

Re: mujhy

same thing okay :hugz:

Re: mujhy

Achcha abhee rozaa hai, ziyaada bai-takalluf nahiN hona chaa'hee'yay, aap ko

Re: mujhy

abhi to sehri bhi nahi hui start :konfused:

Re: mujhy

oops revealing your kind !! ???

:mocking: