Re: mujhe mubarak baad do
then gift me one ![]()
Re: mujhe mubarak baad do
then gift me one ![]()
Re: mujhe mubarak baad do
thank you.. oh u have the android??
i was obsessed with scrabble when i had my android phone.. now bb’s dont have it ![]()
Re: mujhe mubarak baad do
bhooki ![]()
Re: mujhe mubarak baad do
wo wala BB nai chahiye mujy ![]()
wo wala chahiye jis se main call bhi kar sakon ![]()
Re: mujhe mubarak baad do
bhooki :)
nai to bas adat hai :D
Re: mujhe mubarak baad do
mairay pass jo BB hay us ki eik key press karain to us mein say JhunJhuria ki awaz b ati hein. aor eik key par gana bolta hay "chal chayya chayya chayya: ![]()
Re: mujhe mubarak baad do
matlab made in china ? dual sim or two batteris k sath
Re: mujhe mubarak baad do
nai waisa jaisa jhanji ke pass hai ![]()
Re: mujhe mubarak baad do
is k pass to Nokia 1110 hay, bus thread open karnay k shauq mein BB ka darama kar rahi hay.
Re: mujhe mubarak baad do
jo bhi hai mujy BB chahiye:cryb:
Re: mujhe mubarak baad do
chalo allah say dua mango k subha jago to tumharay pillow k neechay BB para ho.
wohi zamanay achay thay jab Black Berries sarko par mil jati thee, ab to mobile store par jana parta hay ![]()
Re: mujhe mubarak baad do
mujhe dramay baaz kisne bola.. samnay aao :ASA:
Re: mujhe mubarak baad do
agar aisay mangny se kuch mil sakta hai to kuch aur na maang lon ![]()
acha to tum us zamany ke ho ![]()
Re: mujhe mubarak baad do
mein nay bola nahi, bus likha ![]()
mairay zamanay mein to Kabootar par SMS jaya kartay thay ![]()
Re: mujhe mubarak baad do
bolte to maaf kar deti par likhne ki saza to milni chahiye ![]()
Re: mujhe mubarak baad do
sign to nahi kiay na, ksi b waqt mukar sakta hu ![]()
Re: mujhe mubarak baad do
maine quote kar diya.. ab nahi muqar sakte ![]()
Re: mujhe mubarak baad do
tum kah rahi thee na k bhook lagi hay. black berry hi kha kar bhook mita lo
Re: mujhe mubarak baad do
main itna mehnga khana nahi khaati.. hazam nahi hota mujhe ![]()
Re: mujhe mubarak baad do
phir pehlay apna BB mairay Nokia 3310 say exchange karo. aor woh sasta wala khana kha lo. hazam b ho jai ga