Re: Mujhe gussa araha hai..
w.salam
i m fine
how ru ?
Namaan introduction Plz :)
Re: Mujhe gussa araha hai..
w.salam
i m fine
how ru ?
Namaan introduction Plz :)
Re: Mujhe gussa araha hai..
i m fine tum sunao ?
aur sunao kiya program hai
Eid manane ka ? :)
Buhat Buhat Eid Milad ul Nabi Mubarak ho :)
Re: Mujhe gussa araha hai..
Zakhmi aap kahan chale gaethe:crying:
main eaap ka ilaaj dhoond liya:@:
Re: Mujhe gussa araha hai..
kahien nahi giya thah bus zara zakhmo.n ko araam de raha thah :(
ilaaj , tell tell
Re: Mujhe gussa araha hai..
jaldi ayien ve tabeeba nie te mien mar gayee aa.n
Re: Mujhe gussa araha hai..
:hinna: is dard ka ilaj to sabr main hai
sabr karein aur bed rest karein
aur h o saky to dua bhi kar liya karein
inshallah fark pare ga
Re: Mujhe gussa araha hai..
hmm ab tak sabar hi tu kar raha hoon
thanks for advice
Re: Mujhe gussa araha hai..
![]()
kese hain sba?
Re: Mujhe gussa araha hai..
w.salam how r u ?
Khuda janay wo kab ayien
sitaro tum so jao
huway hien hum tu diwanay
sitaro tum so jao
Re: Mujhe gussa araha hai..
mujhe jis say muhabat thi ussay kisi aur se piyar thah
isi gham ne mar dala mujhe zindagi se pehlay :(
Re: Mujhe gussa araha hai..
aww..
kia hua.. itna udaas nahi hona chaheay..
![]()
koi hai kaheen to sada karay.. ![]()
Re: Mujhe gussa araha hai..
udaas nahi hoo.n bus zara tabyiat shero shaireee ki ho rahi thi :)
w.salam
how r u ?
Re: Mujhe gussa araha hai..
![]()
![]()
koi hai?
Re: Mujhe gussa araha hai..
Aslam Alekum Friends ![]()
Re: Mujhe gussa araha hai..
:(mujhe neend aa rahi hai
Re: Mujhe gussa araha hai..
tu so jao na problem kiya hai ???
Re: Mujhe gussa araha hai..
wo kab ayien khuda janay
sitaro tum so jao
huway hien hum tu diwanay
sitaro tum so jao
i think itni lori kafi hai :)
Re: Mujhe gussa araha hai..
tu so jao na problem kiya hai ???
problem yeh hai k abhi hi to soo k uthi
:@:
Re: Mujhe gussa araha hai..
redidentity: Aap bhi un se ja ker laroo, ya phir billiyan vs Redidentity rakh lo :p