Re: Mujhe gussa araha hai..
to kia aur kab khila rahay ho aap?
Re: Mujhe gussa araha hai..
![]()
Re: Mujhe gussa araha hai..
to kia aur kab khila rahay ho aap?
jab ap chahho,
,,,welcome
Re: Mujhe gussa araha hai..
kia hoaaaaaaaaaa
Re: Mujhe gussa araha hai..
nothing :o
Re: Mujhe gussa araha hai..
nothing :o
phir help kiyon
Re: Mujhe gussa araha hai..
Waise objection honi tu nahi chahiyay:p afterall hum azaad mulk k azaad shehri hain:halo:
Re: Mujhe gussa araha hai..
naaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa, bilkul bhi nahi ,
main to aise hi guzar rahi thi ap ka help sign dekha socha poch hi loon kahin koi maslaah nah ho
wese aj kal bhalai ka to zamana hi nahi raha,
offfffffffffffffffffffffff
Re: Mujhe gussa araha hai..
wese main ne ap ki azaadi ko to nahi cheera,
well, sorry agar ap ko bura laga ho to
bye
Re: Mujhe gussa araha hai..
Aslam Alekum
![]()
Re: Mujhe gussa araha hai..
5 minutes ky bajay 5 ghanty baad ao gy tu yehi ho ga:hoonh:
Re: Mujhe gussa araha hai..
umer kia baat hai aj ap kuch khas yahan nazar nahi aarahe ho ki abaat hai,,
yar asal mien kuch din pehle meri office mien non stop duties thien
din mien bhi aur raat mien bhi and u know office mien net kafi speedy hai
but ghar per net slow rehta hai ,,, this is the reason
aur sunao how r u ?
:)
Re: Mujhe gussa araha hai..
Pinklife:
Oh no dear!
I was just kidding:@: You can stay here as long as you wish![]()
Re: Mujhe gussa araha hai..
zakhmi jee..
GN main usi waqt aya tha.. ![]()
Re: Mujhe gussa araha hai..
zakhmi jee.. my DOB is 7th april :)
aap cake khilayen ge na.. :#
Re: Mujhe gussa araha hai..
yar asal mien kuch din pehle meri office mien non stop duties thien din mien bhi aur raat mien bhi and u know office mien net kafi speedy hai
but ghar per net slow rehta hai ,,, this is the reason
aur sunao how r u ?
:)
ALAAH ka shukr hai main theek hoon
ap sunao?
well yunhi pocha tha ke ap kahan ho,,
or sunao lahore main kia ho raha hai..
mausam kaisa hai