Re: mujhe chalaak banayao
nazar aata hai ![]()
Re: mujhe chalaak banayao
nazar aata hai ![]()
Re: mujhe chalaak banayao
waqee chalak log door say he nazar aa jatay hian LP ko door say dekhing
Re: mujhe chalaak banayao
^^ fir b nazer ni ane wali Lp sahibaa :p
Re: mujhe chalaak banayao
nahin g mujhay chalak larkian door say he nazar aa jati hain aur mujay LP dikh rahi hay ![]()
Re: mujhe chalaak banayao
LP niqaab pehning
ab daikhiye malik sahab ![]()
DM bhai:emmy:
chalaki aankhon say nazar aati hay ![]()
Re: mujhe chalaak banayao
^^yeh thori kam chalaak hai is liye tym lag rha hai nazer ane main ;)
Re: mujhe chalaak banayao
DM bhai was tht a compliment ya insult ![]()
LP sunglasses pehning
malik sahab ab daikhiye ![]()
Re: mujhe chalaak banayao
chalaaki nazer nahi ati, waqt anay per khudi samnay ati hai ![]()
Re: mujhe chalaak banayao
korn inn larkon ko nazar aa rahi hai:cb:
main aap ki ankhon main chupi chalaki dekh chuka hoon ab koi fa’ida nahin ![]()
Re: mujhe chalaak banayao
ab jo daikha ussey dariye malik sahab ![]()
Re: mujhe chalaak banayao
main aap say pehlay din say derta hoon . . .![]()
Re: mujhe chalaak banayao
kya baat hai malik sahab pehle batana tah na
ab fatafat jaib khali kijiye:ASA:
issi khof ki wajah say main pesay ghar chore ker aata hoon ![]()
Re: mujhe chalaak banayao
candies se kaam chaleyga:chilly:
Re: mujhe chalaak banayao
woh main nain sale ker k
kha lia
Re: mujhe chalaak banayao
mootoooo ![]()
aap khud ![]()
Re: mujhe chalaak banayao
popcorn kaun kha raha hai:whistling: