Re: Mujhe adakari nahin aati
i agree…:k:
Nikhaar to payda kia ja sakta hyna…?
Re: Mujhe adakari nahin aati
i agree…:k:
Nikhaar to payda kia ja sakta hyna…?
Re: Mujhe adakari nahin aati
Na-Mumkin to nhi…?
Re: Mujhe adakari nahin aati
wo maidain chor gaye:p
Re: Mujhe adakari nahin aati
Kon…?
Jin pay Takya tha…![]()
Re: Mujhe adakari nahin aati
aaj kal kon se actors nazar aate hai.. aaj kal sab show-biz workers hain. kia naye kia purane
Re: Mujhe adakari nahin aati
yehi kaha tha me ny bhe:naraz:
Re: Mujhe adakari nahin aati
ab me chali ![]()
Re: Mujhe adakari nahin aati
Kahan…?
NAPA…?
Or Is Waqt…?![]()
Abhi to wahan Tala laga hoga…![]()
Re: Mujhe adakari nahin aati
Abhi tou aapko adakari kay johar dikhanay hain abhi tou aapki shadi bhi nahin hui (I think)
Re: Mujhe adakari nahin aati
twanoo wadda tajruba ae ke kidhro adakari vikani ae
Re: Mujhe adakari nahin aati
Tajerba tou nahin but obvious baat hai …dramay dekh dekh ker ho gaya hai aesa haal
Re: Mujhe adakari nahin aati
drame kam dekha karen.. waise bhi aajkal ke drame to waqai drame hain
Re: Mujhe adakari nahin aati
Jo drama dekho ronay dhonay kay ilava kuch bhi nahin
Re: Mujhe adakari nahin aati
sahi kaha. rona peetna aur luche laange dialogues ke ilawa dramon main ab kuch nahi
Re: Mujhe adakari nahin aati
mera standard kuch or hy ![]()
Re: Mujhe adakari nahin aati
aap ke standard ka aajkal konsa drama aa raha hai?
Re: Mujhe adakari nahin aati
koi bhe ni is liye to ni dekh ri
recently bari aapa dekha us me story average the bohat strong ni the but i liked their acting saveera nadeem ny ache acting ki
Re: Mujhe adakari nahin aati
boht hi Time Pass drame hai. mujhe sirf TV One pe ‘Bolte Afsane’ dhang ka lagta hai
Re: Mujhe adakari nahin aati
me is liye purany dhoond dhoond k dekhti hun, jis me cast behtar hoti hy to wo hazam ho jaty hain because they know how to act wrna to chal chalao waala he kam hy
aj kal ni dekh ri
Re: Mujhe adakari nahin aati
Bolty afsany me kon hy?