Re: ~ Mujhay SANDAL kardo ~
well than for this honour, mein bhe aap ki bari respect kerti hoon ,tabhi chahti hoon aap ko kisi mazloom kee ba’dua na lagey
Re: ~ Mujhay SANDAL kardo ~
well than for this honour, mein bhe aap ki bari respect kerti hoon ,tabhi chahti hoon aap ko kisi mazloom kee ba’dua na lagey
Re: ~ Mujhay SANDAL kardo ~
thanx for this honour,mein bhe aap ki bari respect kerti hoon tabhi chahti hoon key kisi mazloom ki ba’dua na lagy aap ko
Re: ~ Mujhay SANDAL kardo ~
aap nay mazloom kis ko kaha hai fazeelat????just asking:)
Re: ~ Mujhay SANDAL kardo ~
Aray mujhay kissi badua naheen lag sakti kiyun kay mujhay shayad KOI apni dua’oon main yaad rakhta hay … baqaul e sha’er
Na’jaanay kaun dua’oon main yaad rakhta hay
Main doobta hoon to daryaa uchaal dayta hay ..
Re: ~ Mujhay SANDAL kardo ~
lo aik to saath de rahi hoon n asking mazloom kon???
Re: ~ Mujhay SANDAL kardo ~
achi baat hey. and nice sher
Re: ~ Mujhay SANDAL kardo ~
hmmmmmmmmmm..............so mujhay hi bola tha.......
Re: ~ Mujhay SANDAL kardo ~
aye hey… u both r so sweet ,so plz dont fight.well ager pyar se lerr rahy ho to good n well ,carry on…
Re: ~ Mujhay SANDAL kardo ~
^piyaar main larraii kahan hotii hay ...haan uss say pahlay hoti hay :)
Re: ~ Mujhay SANDAL kardo ~
pyaar…
Re: ~ Mujhay SANDAL kardo ~
^issay sanbhalo kahee'n ........................
Re: ~ Mujhay SANDAL kardo ~
Nice one PK i love it...
Re: ~ Mujhay SANDAL kardo ~
^^thanx jaan kahan ghaib ho
Re: ~ Mujhay SANDAL kardo ~
haan to kia pata yeh larai,pyar ka pesh khaema ho
Re: ~ Mujhay SANDAL kardo ~
ager aap ki yeh post us nay parrh li to woh aap ka Qeema banadaygee .. u don’t know k woh changaiz khan ki waris hay ![]()
Re: ~ Mujhay SANDAL kardo ~
koi baat nahi do KHAN mil jaein gey to aik bara KHAN ganam le ga
, wo kuch nahi kehti
Re: ~ Mujhay SANDAL kardo ~
abhi to us nay mujhya GS cafe main shakal gumm karnay ka kaha hay lihaza ab main cafe main naheen jaoonga
Re: ~ Mujhay SANDAL kardo ~
Nice choice **Khan Sahab :) **i think yeh poetry section hai Jang ke liye Cafe ka maidaan hazir hai
Re: ~ Mujhay SANDAL kardo ~
aray **koi dost **sahib hum aur jang 2 mukhtalif cheezain hain … yeh to larkiyoo’n ka kaam hay yahan larrna jhagarrna ![]()