mujhay pata laga hai kah...

Me also junior member :bb:
kia aap ko yahi thread milla tha entry dainay kay lie :aq:
anway welcome g

Re: mujhay pata laga hai kah…

:omg: ye Thread jalan Thread se line :wink: Thread ban rehi hai :shoaby:

Re: mujhay pata laga hai kah…

sahi kaha hay babri ji :k:

Re: mujhay pata laga hai kah...

LINEEEEEEEEE?
kon maar raha haa :ASA:

Re: mujhay pata laga hai kah…

tum line mar rhahi ho mountains :emmy:

Re: mujhay pata laga hai kah…

main :eek:
kis par???

khud line maar k doseron ko darati ho :smilestar:

muj par :hayaa:

Re: mujhay pata laga hai kah…

:sharmaing: app nay dakh liya tha BB

Re: mujhay pata laga hai kah...

babri yaar mein aap ke barain mein baat kr raha tha :)

:sheen: koi baat nahi.

Main samja nahi LLK bhai :konfused:

Re: mujhay pata laga hai kah...

babri mein mountains se aap ke baat kr raha tha line marny wali :)

paper par aur kis par

mere pass to pen hee nahi hai line kahan se maaron ga :crying:

Re: mujhay pata laga hai kah...


babri yeh lo line or chalo marna start kr do :)

Re: mujhay pata laga hai kah...

moun bund karo, chip kali chali jay gee

Re: mujhay pata laga hai kah...

kisay keh rahi ho mountains

Re: mujhay pata laga hai kah...

Babri koo, woo moun khool k roo jo rahay haan

to me ko batao na mooh band kar k kese rote hain :cryb: