Re: Muje nanga kar dia gya
Laseeban wali baat muje samaj nahi ayi, Laseeban machli bazaar kya karngay gayi thi? mai mashrakki masoom larka hooN.
Yaar din raat kaha guzarni hai, konsa dubai mai 7 star hotel run karta hooN, yahi manji kay upar phanka laga kar raat ko so jata tha, machardani laga kar.