Re: Muje bari sakht garmi lag rahi hai
Kiyo ji aap CNG par haiN? waise bhagna muje bi ata hai, magar uskay liye aik laRki and uska choraya hoa maaN ka zevar hona zaRoori hai, phir kareebi train station tak bhagna mere daye haath ka khel hai…khusbo laga kay