Re: Muhawra game
aap ko apni line ni yad? bulbulay ni dekha?
bulbule is such a drag and I hate that Ayesha Omar
Re: Muhawra game
aap ko apni line ni yad? bulbulay ni dekha?
bulbule is such a drag and I hate that Ayesha Omar
Re: Muhawra game
bulbule is such a drag and I hate that Ayesha Omar
it's a timepass :)
itni episodes k bad drag he ho ga, i dislike nabeel more than ayesha umar
Re: Muhawra game
heere ki qadr johri ko pata hoti hai
jo wakt ki qadar ni krta wo kamyab ni hota
Re: Muhawra game
qadar kho deta hai roz roz ka aana jana
(yani sasural nahin jana chahiye)? ![]()
Re: Muhawra game
![]()
Re: Muhawra game
hahahahahahahahahahahaahahahahahahahahahahahahahahaha
![]()
Bhaiya ji aapko aaj kal sasuraal bohot yaad aaraha hai ![]()
khair to hai naa ??? wo meri poetry ki second last line yaad hai naa ???
Hailll jande purzay kerke weyaa… aaj ay teri saalgira(aaj ay tera weyaa
_
hahahahahahahahaha ![]()
Re: Muhawra game
Aan Jaan Karien
Re: Muhawra game
Jaan main jaan ana ![]()
Re: Muhawra game
jaan jokhon main daalna
Jaan waly words sy muhawry ho chuky hain
Re: Muhawra game
chalein main change kerti hun ![]()
Ek teer sey do shikaar ![]()
but mere pass tu gun hai ![]()
Muhawra game
Shikar khud pas chal ke aye
Re: Muhawra game
Da'in saat ghar choR kar shikar karti hai
Muhawra game
Ghar Ki murghi daal baraber
Re: Muhawra game
ye ho gaya kuch aur bataen
Da'in saat ghar choR kar shikar karti hai
Dil Mai ghar kar jana
Re: Muhawra game
ghar se be-ghar hona
Re: Muhawra game
Subha ka bhula shaam ko ghar aye tu ussey buhla nahi kehtey..
Ussey kya kehtey hain phir ?![]()
Re: Muhawra game
usse darpok kehte hain ![]()
ye wala ho chuka hai, koi aur muhawra bataen
Re: Muhawra game
GHar ka behdi lanka dhaye ![]()