Muhawra game

Re: Muhawra game

mujhe pehle hi shak tha ke koi na koi kahega samjha bhi do :hehe:

ji ummmm iska matlab hai… gumshuda gaaye ki tarha pagal hua hua hai… yani kuch samajh naa aarahi ho jab… :@: