Muhabbat???

Re: Muhabbat???

Right.. matlab ek ke zinda hote hue baqi 3 ko zindagi main laya ja sakta hai

Re: Muhabbat???

ji bilkul,

Re: Muhabbat???

Islam deen e fitrat hai.. jab wahan per ek waqt main 4 ki gunajaish hai to phir ye sawal kiyun ke muhabbat ek se zyada dafa ho sakti hai ya nahin?

Re: Muhabbat???

mujhy aisa nahi lagta kay 4 shadian jo kary wo sab sy ek jaisi muhabbat karta ho magar haan aisa zror hy ky wo haaq sab ka ad krta ho, muhabbat or haaq or farz pora karna 2alag batain hain.