Muhabbat???

Re: Muhabbat???

yeh mard 4 shadion ky liya bary khush hoty hain :naraz: Islam main 4 shadian allow hain pr aisi aurat sy jo majboor ho jiski kafalat karny wala koi na ho par yeh bhi us waqt tak nahi jab tak pehli biwi ijazat na day dy :naraz: aisy hi 4 shadian krny ka hukum nahi hy.