Re: muhabbat
Asalam U Alaikum !
Aik kaatil ghazal aap k aur iss thread k liye !
Teri mohabat nay maghroor kiya hum koo
Warna hum khak nasheen howa kartay they
Zamanay nay sub kuch cheen liya hum say
Kitna acha tha jab teri bahoon main raha kartay they
Teri judai nay kar diya hai madhosh mujhe
Hum bhi kabhi hosh main raha kartay they
Musar'atein bant'tay phirtay thay jo sub main
Is zamanay main aisay insaan bhi hua kartay they
Monh phair kar kis nafrat say gaye ho tum ajj
Hum kabhi teri nazroon main raha kartay they
BeInG loN3ly !!! Sid !!!