Re: Muhabbat,,,,Udas
ASHAAR POSTED IN FIGHT CLUB ON "UDAAS"
**
Aay Hasil-e-Khaloos Bata Kia Jawab Doon
Dunya Yah Poochti Hay Main Keon Udaas Hoon
Aaj to be-sabab udaas hay ji
Ishaq Hota To Koi Baat Bhi Thi
Seeratain Bay Qayas Hoti Hain Soortain Ghum Shinasss Hoti Hain Jin Kay Hontoon Pah Muskarahat Ho
Unn Key Aankhain “Udass” Hoti Hain
Yeh Dil Buhat “Udass” hay jab say khabar hoi
Milta hay Woh Khaloose say Har Ajnabi Kay say sath
**
**
Yeh Udas udas rehna,yeh kisi se kuch na kehna
Yonhi besabab nahi hai, koi saneha to hoga
Dekhi hai us ki ankh mai pehli dafa nami
yoon lag raha hai jesey samndar Udas hai
Go sab ko baham sagher-o-bada to nahi tha
Yeh sheher UDAS itna ziyada to nahi tha
Mujhey yeh der hai teri aarzoo na mit jaye
buhat dinon se tabiyat meri UDAAS nahi
Bethey bethey baras pareen ankhain
ker gayi phir kisi ki yaad udass
Mujhey yeh der hai teri aarzo na mit jaye
buhat dinon se tabiyat meri udas nahi
**
**
fiza udaas bohat chaandni niraas bohat
dil ko kyaa ho gayaa Khudaa jaane kiyon hai aisaa UDAAS kya jaane ** **kah diyaa main ne haal-e-dil apana is ko tum jaano yaa Khudaa jaane
**
**
na ab vo yaadon kaa charhtaa dariyaa na fursaton ki UDAAS barkhaa yuun he zaraa si kasak hai dil mein jo zakhm gaharaa thaa bhar gaya woh
**
**
Khushi milli tu kai dard mujhe say rooth gaye Dua karoo main phir say udas hoo jaoon...
**