Muhabbat Lafz Tha Mera..

Re: Muhabbat Lafz Tha Mera..

chaey to hum aap ko abhi banwa detey…bas aek chota sa masla hey…paani nahi aa raha abhi, cheeni bhi khatm hey aur patti ka pataa nahi :smiley: Baqi sari taiyaari kar rahi hey hum ney chaey banaaney ki :smiley: