Muhabbat kya hai !?!?!

Re: Muhabbat kya hai !?!?!

Muhabbat meri damagh main kabhi chhai hi na thi :snooty: Muhabbat khwabon main rehne walon ka kaam hai, aur hum ne boht kam umri main talkh haqeeqaten dekhi hain :bummer: