dUniya Kii Choro Bibi apni baat karo aap Insaan sirf apni aik zaat k liye jawaab dey hai. kOii Jaisa bhi ho dekhna yeh hai k insaan khud kya hia kya wo wohii hai jo zaahir hai matlab kya wo wohi karta hai jo wo kehta hia ya qoal o fail mein tazaad hai so duniya ki to baat hii chor dien duniya mien to wafa hai hii nahi or Wafa kabhi wafa k samney nhe aati mostly to yahi dekha gya hai Wafa ka Samna Be-wafaii se hii hota aaya hai or yeh qudrat ka qanoon wafa ko khatam karney k liye neh balkey WAFA ko mazeed nikharney k liye hai
meri baat tu ye hay...........
mujhy kissi say muhabbat nahin kissi k SIWA...
men har kissi say muhabbat karon KISSI k liye
aur wo hy allah ki zaat........!