Muhabbat kiya hai?

Re: Muhabbat kiya hai?

acha ye bataiye ke jab muhabbat hoti hai to mehbooba ka banaya huwa baingan ka bharta bhi man o salwa lagta hai.. lekin woho mehbooba agar bivi bun jae, to uss ke hath ka banaya huwa murgh e musallam bhi bad-maza daal se bura kiyun lagne lagta hai?