Re: Mubarkaannnnnnnn P^K!!!
SAHAB ko jawab do BG:bukbuk:
Re: Mubarkaannnnnnnn P^K!!!
SAHAB ko jawab do BG:bukbuk:
Re: Mubarkaannnnnnnn P^K!!!
Yah Mubarakaaa Mubarakaaaa
mai he tu mazloom us kay nikkah mai vitness bana tha . . . . . . . . . wesay MASHALLAH bhabhi boohat pyari hai . . . . . . . . bhag kar sahe shadi ke yaar tum dono nay :k: is kay ilawa koie hal nahi tha precious . . . . bus abb ghar walo say Jung or baghawat kar kay NIKKAH kara hai tu plz abb zindage bhar bhabi jaan ka sath neebhana ![]()
wesay Honey Moon pakage mari taraf say ![]()
Re: Mubarkaannnnnnnn P^K!!!
jhoot tu aap ki naas naas main bhara howa hai kal P^K ke dad ke sath khare khare gapay laga rahe thay our aaj baghawat ki baatain afsos ki baat hai …
Re: Mubarkaannnnnnnn P^K!!!
yaar mazak kar raha tha . . . . . actaully PK kay father nay mujh ko chooharay lanay ko bheeja tha or mai TIL kay Lado lay ayah tha jis par mujhay woh Dant rahay tha :(
Re: Mubarkaannnnnnnn P^K!!!
sings *
shadi hai barbaadi yeh naray mai lagwadunga
nahin charhunga ghoori main building par charjaunga
baap o munday tera tujhay sooli par charwadunga
Daddy ko0l ko0l ko0l maira baita fo0l fo0l fo0l.
lol
Re: Mubarkaannnnnnnn P^K!!!
wesay yaar kal is kay Nikkah par mera paait kharab ho geyah tha
khanay mai OIL zeeyada tha or Camel ka ghoost tha yaar
or yah kia tha is kay cousin ajeeb dance kar rahay tha , hath mai roomal pahan kar LAL or white frok pahan kar , hath oper neechay kar rahay tha , manay 2 chakar maray un kay sath girtay girtay bacha chakar aagaie tha mujh ko ![]()
khair jo bhi hai boohat maza ayah . . . . . . jab Train khan nay ghooray ka darwaza khool kar appin Gun say teeeer chora tha :k:
or aik cousin tu muu mai petrol dal kar agg hawa mai uraaa raha tha . . . . man . . . . . kia maza ayah tha . . . tum us waqat kaha gaie howay tha bhai maray ? ? ? ? ? nadeem khan dhoond raha tha tumko ![]()
Re: Mubarkaannnnnnnn P^K!!!
Dulhay raja shadi kay baad room say bahir hi nahin niklay hain
lol
![]()
Re: Mubarkaannnnnnnn P^K!!!
^^ woh muu dekhanay kay qabil nahi raha , jab insan kay dil mai chor ho or us nay aik jhaga par boohat logo ko kasamay or waday deyah ho tu us jhaga par kesay aaaa kar appna muuu kala kar sakta hai ![]()
Re: Mubarkaannnnnnnn P^K!!!
ambulance bolaoooo ![]()
Re: Mubarkaannnnnnnn P^K!!!
^^ janwar bhai zara control ...
Re: Mubarkaannnnnnnn P^K!!!
yaar nahi hota . . . . . mera doost dulha bana hai bari muskil say , u know qabristan mai 10 raatay raha hai or waha Murgi ko kant kar us ka khoon jisam par laga kar sooyah hai graveyard mai tu abb shadi hoie hai meray bhai ke . . . . . im so happy
← - - khoshi kay anso hai ,
Re: Mubarkaannnnnnnn P^K!!!
kiya yeh sach ke P^K kee shadi thi?
Re: Mubarkaannnnnnnn P^K!!!
nahi ji hum tu mazaaq kar rahe hain yahan !
Re: Mubarkaannnnnnnn P^K!!!
Fazelet - - - - its not a joke . . . . . . . is tarha kay mazak sahe nahi hotay , bus app mubarak-bad day plz .
Re: Mubarkaannnnnnnn P^K!!!
lag to yehi raha hey...jis kee shadi ho nAI NAI aur wo sara din aap logo'n key saath time waste kery ga saara din...............
Re: Mubarkaannnnnnnn P^K!!!
kyun BB dinhe ki tu baat hai waste karne dain un ko
Re: Mubarkaannnnnnnn P^K!!!
miSs fazelat Pathano mai yah rasam hai kay jab shadi hoti hai tu 2 din tak wife ka ghoonghat nahi uthatay . . . doosto mai rahtay hai . . . . . . . app ko yah pata he nahi ![]()
wesay Valima mai app plz zaror ana ![]()
Re: Mubarkaannnnnnnn P^K!!!
well theek hey.P^K ko meri taraf se bohat bohat mubarak,koi baat nahi ager unhon ney mithai nahi khilaai to.
wish u a very happy married life:)
Re: Mubarkaannnnnnnn P^K!!!
nahi janab mujhy nahi pata tha, keh aisy bhe hota hey.aap ka bhe shukria jis ney mery ILLM mein izafaa kiya
weisy walima kahan hey