Re: MSN
Ji Aisha Dubaiwali ![]()
Re: MSN
Ji Aisha Dubaiwali ![]()
Re: MSN
aisha dubaiwali :hinna: koi dubai wala kion nahi hai :hinna:
mujhe har koi wali kion milti hai koi wala kion nahi milta ![]()
Re: MSN
![]()
mil jai ga ![]()
You mean Kalli Billi wala.
hahaah
haan koi billi wala bhi chale ga ![]()
Re: MSN
I think she wants a kala billa
waiting…
![]()
Kala billa bhi chalta hai na sis wo koi baitha thori rehta hai cup main pingoo ki tarha.
Re: MSN
KB
ek dialogue yaad aya
Dhoonday se Khuda bhi mil jata hai aur tumhain billa chahyea. Main kal hi koi pet shop se billa la kar tumhain post kerdeti hoon :p
Start gaing.
Inteha ho gai intezar ki aai na kuch khabar
Kali billi walay ki.
Re: MSN
SKD: good idea ![]()
SS: ![]()
Re: MSN
KB: Shining star is song ki baat ker rahi hai
Re: MSN
![]()
KB ek dialogue yaad aya
Dhoonday se Khuda bhi mil jata hai aur tumhain billa chahyea. Main kal hi koi pet shop se billa la kar tumhain post kerdeti hoon :p
Kalli billi ko chalnay wala billa chahyay aik jagah baraf ki tarha jama rehnay wala billa naheen chahyay.
Re: MSN
haan to pet shop se jeeta jagta billa la kar doongi isay.
Re: MSN
SS: song ka kia hai aik do words change kar lo to suit ur taste ![]()
SKD: bas bas ab itni meharbaan na ho mujh pe ![]()
Re: MSN
fine nahin post kerti phir ![]()
haan to pet shop se jeeta jagta billa la kar doongi isay.
To kia wo kabhi soaay ga naheen. Her waqt jagta rahay ga.