Naheeeen main to kuch naheen bolti. Suchchi.
Aap larka ho???
Sonay ki kia zaroorat hai. Chandi bhi to hai.
Aur chaltay bhi ho gay ankh bund kar kay.
Naheen main pagal khanay main look after naheen karti buchchon ki.
acha .. sab auntiya yeh hi kehti hain ..
main larka hoon , profile se nazar nahi aaya ?
soney ki isliye zaroorat hai ta k chandi nazar aaye
nahi .. chal ga jaana kahan hai .. k aankein band karoun
hamarey ilaaqay mein koi bachon ka pagal khaana koi nahi hai .. aap k ilaaqy mein hi ho ga ..