Mr. Edhi's message to Gupshup

**Konsa message:aq: **
Agar is video wala tu ham ne os message ko tu chra tak nahi bas apna point of view biyan kiya TB ki aik post/reply trigger sabit hoi
AUR AGAR tumhara sihra Bilqees Edhi wala tu that message does not stand for me at all. Allah ne aurat ko aqal di hai tu istymal kion na kery??? Aur Bivi ke bajey Bandi ya Bindi(qaidi) ban ker kion rahy??? Agar nahi rahy gi tu Edhi House panah le gi. Os merd ka hath kion nahi pekra ja sakta??? Majbor ko Jabr ka muqabla sirf Sabr ka keh ker kerny ko keh rahy hu??? Sabr hai jahan insan main taqat hu aur woh aggrasive na hu yahan betaqat bandey ko aur jhuka ker keh rahy hain yeh sabr hai woh sabr nahi shirk hai.
Aur tum kisi ko ju zara mukhtalif raey rakhta hu FOOLISH keh sakti hu tu ham bhi azadi-e-ray rakhty hain kiya yeh thread sirf very good, Buhat achey shabash kehny ya sunney ke liey khola giya hai???
Aur Ammmi kehti hain ju tumhin Foolish kehta hai woh asal main khud hota hai:chai: