Re: Mr. DeSiMuNdA
^^ nahi bay… desi gari ke bahaanay maar rayla ae ![]()
main to soch riya hoon… ek aadha pics post kar daaloon.. par wo pardanasheen mairay pecehay par gaye to bari mushkil hogi yaar :roman:
suna hay ulta latka kar martay hain.. yaar main mar khaanay say nahi darta.. ulta lataknay say darta hoon :kapkapi: