Re: MQM Plus one formula
wah… halwadar babu… teri pug nau lag gaye aag… isko to kissi muhajir say likh wa laity…
jo log pagri ki ahmiat samjhty hia… iski bohat izzat hoti hia… ager establishment ka banda aesa banner bana raha hia… to yeh establishment ka hi khel hia… kay altaf hussain ko defame kiya jaye…
yahn teri pug nau lag gaye aag say murad hia… muhajir… tera to qissa tamam hogiya hia.. tu kissi ko monh dikhanya kay qabil nahi raha hia…
mager jo parhy likhay hian… aur siyasi samjh bojh rakhty hian… unki sab samjh aaraha hai… istarah kay banner bana kar kiya sabit karny ki koshish ki ja rahi hia…
Jo mohajir… ajj Musharraf kay sath khary hain… woh sab establishment kay agent hian… aur jo MQM London kay sath hain… woh muhabbe watan hain…