Re: MQM Plus one formula
Bohat hi weak understanding ha…
Ager Altaf nay qatal karna hota to apni birthday kay aas pass nahi karta…
yehi to sazih hai establishment ki kay Altaf ka nam o nishan mita diya jaye… thek birthday say pehlay karna takay future main Altaf ki salgirah ka jashan kharab ho…
Scotland yard nay interview kiya suspects ka laikin phir demand nahi kiya handover karnay ka… kionkay woh suspects hi nahi thay.. case kafi weak hia… ager pakistan main band suspect hi murderer hotay to England kab ka extradite kr chuka hota.