Right hain na de kaun raha hai?? aur bat hu rahi hai ke Bivin ki qurbanion ka zikar SUSRAL walon ki khidmat ju kerti hai os ko media per gaiya kion nahi jata :aq: Wahan bhi keh diya jata hai bivian lerti hain tu woh tawaifon ke pass jaty hain:smack:*